Saturday, October 20, 2007

chaah hain, raah ka ata pata bhi hain

nishaanon ki tar-o-talaash mein

har pal tinka tinka gir raha hain


mulaaqaaton ke kisi manzar par

mausam ka taana baana ho raha hain

meri shikaayatein ab jaan gawa chuki hain



~ Devotica,2007

No comments: